Chahun Main Ya Naa (With Lyrics) - Aashiqui 2

Singer: Arijit Singh, Palak Muchhal, Music: Jeet Ganguly, Lyrics: Irshad Kamil, Artist: Shraddha Kapoor, Aditya Roy Kapoor
Lyrics
tu hi ae mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dilka pata de
chahun main ya naa

tu hi ae mujhko bata de
....................................
chahun main ya naa

itna bata du tujhko
chahat pe apni mujhko
u to nahi ikstiya
phir bhi ye socha dilne
ab chal laga hu milne
puchhu tujhe ek baar

tu hi ae mujhko bata de
...........................................
chahun main ya naa

aisi kabhi pehle 
hui na thi khwaishain
kisi se bhi milne
ki na ki thi koshishain
ulzan meri sulzade
chahun main ya naa
aankhon aankhon main jata de
chahun main ya naa
mere chhote chhote khwab hai
khwabo main geet hai
geeto main zindagi hai
chahat hai prit hai
abhi main na dekhu khwab woh
jin main na tu mile
le khole hoth maine
ab tak the jo sile

mujhko na jitna mujhpe
utna is dilko tujhpe
hone laga aitbar
tanha lamho mein apni
bunti hu tere sapne
tujhse hua mujhko pyar
puchhungi tujhko kabhi na
chahun main ya naa
tere khwabon mein ab jina
chahun mein kyun naa
tu hi ae mujhko bata de
chahun main ya naa
apne tu dilka pata de
chahun main ya naa

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.