Mere dil ka pata tumhein kisne diya - Jaanam



Song : Mere Dil Ka Pata Tumhein Kisne Diya
Movie : Jaanam (1993)
Singer : Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Musician : Anu Malik
Lyricist : Faiz Anwar

Lyrics
Mere dil ka pata tumhein kisne diya
Mere dil ka pata tumhein kisne diya
Kya tum bhi akele the meri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Tere dil ka pata mere dil ne diya
Tere dil ka pata mere dil ne diya
Haan hum bhi akele the teri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Main akela jee raha tha
Jeevan be-irada tha
Na kisi se thi mohabbat
Na koi bhi vaada tha
Main akela jee raha tha
Jeevan be-irada tha
Na kisi se thi mohabbat
Na koi bhi vaada tha
Tum meri raah mein jaane kab aa gaye
Tum meri raah mein jaane kab aa gaye
Kya tum bhi akele the meri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Zindagi ke yeh haseen pal
Bas yoon hi guzar jaate
Aur kuchh din jo tumhein
Hum na milte to mar jaate
Zindagi ke yeh haseen pal
Bas yoon hi guzar jaate
Aur kuchh din jo tumhein
Hum na milte to mar jaate
Vaada yeh hai mera tumse kya hai chhupa
Vaada yeh hai mera tumse kya hai chhupa
Haan hum bhi akele the teri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Mere dil ka pata tumhein kisne diya
Tere dil ka pata mere dil ne diya
Haan hum bhi akele the teri tarah
Jaanam jaanam oh jaanam meri jaanam

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.