Vocal: Mohammed Irfan, Music & Lyrics: Mithoon Sharma, Artist: Himansh Kohli, Serah Singh
Lyrics
dil mera hain nasamajh kitna besabar yeh bewkoof bada
chahta kitana tujhe khud magar nahi jaan saka
iss dar-e-dil ki sifarish ab karde koi yahaan
ki mil jaaye isse woh baarish jo bhigaa de puri tarah

yaariyan ve yaariyan…
kya huaa asar tere saath reh kar naa jaane ki hosh mujhe na rahalafz mere they zubaan pe aake atke
par woh ho na sake baiyaan dhadkan tera jo naam ke
aankhein bhi paigaam ye de teri nazar ka ye asar hain
mujh pe jo huaa iss dar-e-dil ki sifarish
ab karde koi yahaan ki mil jaaye isse woh baarish
jo bhigaa de puri tarah iss dar-e-dil ki sifarish
ab karde koi yahaan ki mil jaaye isse woh baarish
jo bhigaa de puri tarah tu jo mila toh zindagi hain badli
main poora naya ho gaya hain be asar duniya ki baatein badi
ab teri sunu main sadaa milne ko tujhse bahane karun
tu muskuraaye wajah main banun
roz bitaana saath mein tere saara din mera
iss dar-e-dil ki sifarish ab karde koi yahaan
ki mil jaaye isse woh baarish jo bhigaa de puri tarah
iss dar-e-dil ki sifarish ab karde koi yahaan
ki mil jaaye isse woh baarish jo bhigaa de puri tarah
yaariyan….
iss dar-e-dil ki sifarish ab karde koi yahaan
ki mil jaaye isse woh baarish jo bhigaa de puri tarah
iss dar-e-dil ki sifarish yaariyan…. ab karde koi yahaan

yaariyan…