Jaan Mein Jaan Si Aa Jaye song - Udit Narayan


Singers: Udit Narayan

Song Lyricists: Faaiz Anwar

Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyrics
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja
Har pal yaad satati hain ho ho
Har pal yaad satati hain
Ek jhalak dikha la jaa
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja

Kasmein waffa ki tod na dena
Bhul na jaana waadon ko
Dil se lagaye baitha harpal
Yaar mein teri yaadon ko
Dhundh raha hoon main tujhko
Chain nahi ek pal bhi mujhko
Dhundh raha hoon main tujhko
Chain nahi ek pal bhi mujhko
Phir betaab huaa ye dil ho ho..
Phir betaab huaa ye dil
Dil ko mere beh laa jaa
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja

Aa aa aaaaa…aa aa aaaaa…aa
Duniya ki baaton par na jaana
Duniya to kehati raheti hain
Main tadapta raheta hoon aur tu bhi
Dard hazaron saheti hain
Aa jaa mitade ye doori
Pyaar mein kaisi majboori
Aa jaa mitade ye doori
Pyaar mein kaisi majboori
Apna pyaar yahi hain kyaa ho..
Apna pyaar yahi hain kyaa
Aaj mujhe batla jaa
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja

Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja
Har pal yaad satati hain ho ho
Har pal yaad satati hain
Ek jhalak dikha la jaa
Jaan mein jaan si aa jaaye
Yaar tu aaja ho yaar tu aaja
Ho yaar tu aaja.

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.