Vocal: Vinod Rathod, Asha Bhosle, Music: Anu Malik, Lyrics: Rani Malik, Artists: Shilpa Shetty, Shahrukh Khan
Lyrics
kitabe bahut si padhi hongi tumne
magar koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
kitabe bahut si padhi hongi tumne magar
koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
umange likhi hain jawani likhi hain
tere dil ki sari kahani likhi hain
kahi hal-e-dil bhi batata hai chehra naa
bolo toh phir bhi batata hai chehra
yeh chehra hakikat me ek aayina hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
kitabe bahut si padhi hongi tumne
magar koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
agar ham kahen hamko ulfat nahi hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai
agar ham kahen hamko ulfat nahi hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai
bade aaye chehre pe yeh marnewale
dikhawe kaa aihde wafa karnewale
dikhawa nahi pyar ki imtahan hai bata
mere chehre pe kya kya likha hai
kitabe bahut si padhi hongi tumne
magar koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
Lyrics
kitabe bahut si padhi hongi tumne
magar koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
kitabe bahut si padhi hongi tumne magar
koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
umange likhi hain jawani likhi hain
tere dil ki sari kahani likhi hain
kahi hal-e-dil bhi batata hai chehra naa
bolo toh phir bhi batata hai chehra
yeh chehra hakikat me ek aayina hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
kitabe bahut si padhi hongi tumne
magar koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai
agar ham kahen hamko ulfat nahi hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai
agar ham kahen hamko ulfat nahi hai
kahogi phir kaise mohabbat nahi hai
bade aaye chehre pe yeh marnewale
dikhawe kaa aihde wafa karnewale
dikhawa nahi pyar ki imtahan hai bata
mere chehre pe kya kya likha hai
kitabe bahut si padhi hongi tumne
magar koyi chehra bhi tumne padha hai
padha hai meree jan najar se padha hai
bata mere chehre pe kya kya likha hai