Vocal: Anuradha Paudwal, Music: Nadeem Shravan, Lyrics: Sameer
Lyrics
kya sochta hai ae dil kya sawal karta hai
ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai
kya sochta hai ae
jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya
usne to khud hi apna bas jina dushwar kiya
pahate to dil lagake phir dard mitha paake kya kamaal karta hai
ye pyar to sabhi ka
jaata hai ik nazar me dil ka sukun saara
deta jo bekrari lagta hai wo hi pyaara
kya hum bataaye kaise mat puchho kaise kaise kya kamaal karta hai