Gazab Ka Hai Yeh Din - Sanam Re

Vocal: Arijit Singh, Amaal Mallik, Music:Amaal Mallik, Lyrics:     Manoj MuntashirLyrics
chal pade hain hum aisi raah pe
befikar hue ke ab jaana kahan
lapata hue saare raaste
dhoondega hume yeh zamana kahan
yeh samaa hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi baarishe hain har jagah
yeh nasha hai kaisa, doob jaane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara

paani hoon paani main, ha behne do mujhe
jaisa hoon waisa hi rehne do mujhe
duniya ki bandisho se mera naata hai kaha
rukna theharna mujhko aata hai kahan
yeh samaa hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi baarishe hain har jagah
yeh nasha hai kaisa, doob jaane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara

neeli hai kyu zameen, neela hai kyu samaa
lagta hai ghaas par soya aasmaan
yeh mastiyan meri, manmaniyan meri
lo mil gayi mujhe aazadiyan meri
yeh samaa hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi baarishe hain har jagah
yeh nasha hai kaisa, doob jaane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara

chal pade hain hum aisi raah pe
befikar hue ke ab jaana kahan
lapata hue saare raaste
dhoondega hume yeh zamana kahan
yeh samaa hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi baarishe hain har jagah
yeh nasha hai kaisa, doob jaane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara
gazab ka hai yeh din, gazab ka hai yeh din
gazab ka hai yeh din dekho zara

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.