Banarasiya - Raanjhanaa

Vocal: Shreya Ghoshal, Music: A R Rahman, Lyrics: Irshad Kamil, Artist: Sonam Kapoor, Dhanush
Lyrics
bana rasiya haye bana rasiya
bana rasiya haye bana rasiya
rang me bhang ya bhang me rang bana rasiya
haye bana rasiya
sang me jang ya jang me sang bana rasiya
haye bana rasiya
haye bana rasiya
bana rasiya

chaal chalake har hushyari janat yu tu
sab nar naari
chaal chalake har hushyari janat yu tu
sab nar naari
man ke par bhole bhandari
man ke par bhole bhandari
ghat kinare umar gujare
ghat bana rasiya
haye ghat bana rasiya
ghat bana rasiya
thato me that bana rasiya
haye haye that bana rasiya
thato me that bana rasiya
thato me that bana rasiya
that bana rasiya
haye haye that bana rasiya
rang me bhang ya bhang me rang bana rasiya
haye bana rasiya
sang me jang ya jang me sang bana rasiya
haye bana rasiya

rang me bhang ya bhang me rang
sang me jang ya jang me sang
rang me bhang ya bhang me rang bana rasiya
sang me jang ya jang me sang bana rasiya
bana rasiya haye bana rasiya

turat furat me sab kar jave aaye jo apni aave
turat furat me sab kar jave aaye jo apni aave
gaal me jab ye paan dabave
gaal me jab ye paan dabave
tin taal me chalte jave
baat bana rasiya
haye baat bana rasiya
baat bana rasiya
thato me that bana rasiya
haye haye that bana rasiya
thato me that bana rasiya
haye haye that bana rasiya
that bana rasiya
haye haye that bana rasiya
rang me bhang ya bhang me rang bana rasiya
haye bana rasiya
sang me jang ya jang me sang bana rasiya
haye bana rasiya
bana rasiya
haye bana rasiya
bana rasiya
haye bana rasiya

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.