Bhoot Aaya - F.A.L.T.U.

Vocal: Lehmber Hussainpuri, Music: Sachin Jigar, Lyrics: Sameer, Artist: Pooja Gupta, Jackky Bhagnani
Lyrics
jab mai chhota bacha tha
mai badi shararat karta tha
ab jo mai bada ho gaya
hun badi shararat karta hu
jab mai chhota bacha tha
har chij ke paise deta tha
ab jo mai bada ho gaya
har chij ke paise leta hu

jab mai chhota bacha tha mai
twinkal twinkal karta tha
ab jo mai bada ho gaya
bas twinkal twinkal karta hu
jab mai chhota bacha tha mai
superman pe marta tha
ab jo mai bada ho gaya
mai supergirl pe marta hu
dekh ke shetaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba

jab mai chhota bacha tha mai
cartunbazi karta tha
ab jo mai bada ho gaya
bas burdbazing karta hu
jab mai chhota bacha tha mai
har galti karne se darta tha
ab jo mai bada ho gaya
bas galti karna chahta hu
dekh ke shetaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba

bade bujarga sabhi shayane kah gaye hai sab
kal kare so aaj kar aur aaj kare so ab
ab jake hume samjh me aaya in sabka matlab
is uamr me ye sab nahi kiya to phir karenge kab
ki mai jhuth boliya hui na
ki mai kafar toliyta hui na
ki mai jhuth boliya hui na
ki mai kafar toliyta hui na
ki mai jhuth boliya hui na
ki mai kafar toliyta hui na
dekh ke sataniya dati hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
hayo mere rabba

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.