Is Pal Main Hoon Ya - Aaja Nachle

Vocal: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Music: Salim Sulaiman, Lyrics: Piyush Mishra, Jaideep Sahni, Asif Ali Beg, Artist: Konkona Sen Sharma, Kunal Kapoor
Lyrics
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain
kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain

tumhein dekhke yaad aayi, wohi bisari kahaani
deewane ka kissa, ya phir ek deewaani
dono sang sang rehte har dum, aisa yeh mene suna hai
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain
kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain

ishq hua
tum bata do yaad koi, kya puraani leke aau
ya nishaani deti jau, ya kahaani leke jau
ya ki maan chhod  doon jaaye, yeh jaata, jaata jahaan hai
is pal main hoon ya tum bhi ho, ya dono hoke bhi na hain
kyun ho, kya ho, ho bhi ki na ho, ya kehna sunana mana hain
is pal main hoon

Share :

Facebook Twitter
Back To Top

facebook

Powered by Blogger.